" Naseehatein kitni hi nazrane kar do,
nashe me hoon,
hosh mein aaoon, to na samjhoon!"
Kavita:::::>
Nashe ki yaari
hai yeh hamaari
Waqt bewaqt,
khoon ke rishton pe bhi bhari...
Is dhuyein se,
dhul jaati hai har yaad
Ghar baar naate saare,
chaahe ho jaayein barbaad...
Ek kash,
Kuchh yun kheench le jata hai
Zindagi aur jeene ki,
har museebat se door
Har fikra ka ilaaj,
Ek kash, fir ek kash,
ka jo hai yeh dastoor
nashe me hoon,
hosh mein aaoon, to na samjhoon!"
Kavita:::::>
Nashe ki yaari
hai yeh hamaari
Waqt bewaqt,
khoon ke rishton pe bhi bhari...
Is dhuyein se,
dhul jaati hai har yaad
Ghar baar naate saare,
chaahe ho jaayein barbaad...
Ek kash,
Kuchh yun kheench le jata hai
Zindagi aur jeene ki,
har museebat se door
Har fikra ka ilaaj,
Ek kash, fir ek kash,
ka jo hai yeh dastoor